Sholay

Scene #33 - Tum agar ek maroge to hum chaar marenge

Morning...group of dacoits are running on horses. They approach two bodies lying idle on the ground.
Dacoit # 1:
Arre yeh kya hai? Chiththi!
Dacoit # 2:
Kale akshar bhains barabar. Chithi nahin hai to aur kya hai? Padh.
Dacoit # 1:
Gabbar Singh, tum agar ek maroge to hum chaar marenge.
Dacoit # 2:
Chaar marenge? Arre dekh to lo. Dono wahin hai ki kisi aur ko maarke phenk diya hai?
One dacoit kicks Veeru. Jai and Veeru turn over and shoot all the dacoits there. Jai and Veeru approach the only dacoit remaining alive. Later, Gabbar Singh reads the letter.
Dharmendra as Veeru
Veeru:
(in the letter) Gabbar Singh, tum agar ek maroge to hum chaar marenge.
Amjad Khan as Gabbar Singh
Gabbar Singh:
Ab aayega maja...bahut din ke baad Gabbar ko koi mila hai jo itni baat kar sake. Ab aayega maja khel ka. Aur yeh khel ab in dono ki jindagi ke saath hi khatam hoga. Aur saath hi khatam hoga Ramgarh ka ek ek ghar.
Jai catches a goat and hands it over to Radha.
Amitabh Bachchan as Jaidev
Jaidev:
Yeh lijiye. Bahut tang kar raha tha aapko.
She leaves. Jai goes and sits with Ramlal.
Satyendra Kapoor as Ramlal
Ramlal:
Bahut dukhiyari ladki hai beta. Ab to lagta hai maano muhn mein jabaan hi nahin hai. Aur pehle...isse dekhta hoon to wohi yaad aata hai jab hum pehli baar thakur ke saath iske gaaon gaye the. Holi ke din.