Ali baba. Ali baba mil gaya chalees choro se.
Ali baba. Ali baba mil gaya chalees choro se.
Jhoomo, naacho. Jhoomo naacho gaao.
Jhoomo, naacho, gaao. Oh yaaro zoro shoro se.
Ali baba. Ali baba mil gaya chalees choro se. Ali baba.
Unknown:
Ohhaaa. Oh, sunle. Da ra na da ra. De re na de re.
Ek shaayar ka kaha sun le zamaane waale.
Dost hote nahi sab haath milaane waale.
Unknown:
Kaun hai dil mein. Kispe nazar hai.
Kaun hai dil mein.
Unknown:
Kaun hai dil mein.
Unknown:
Kispe nazar hai.
Unknown:
Kispe nazar hai.
Unknown:
Tumko pata hai, humko khabar hai.
Nahi kuchh kehna auro se. Ali baba.
Unknown:
Hoooo.
Unknown:
Ali baba mil gaya chalees choro se. Ali baba.
Unknown:
Hmm. Raaz hote nahi yeh sabko bataane waale.
Dost hote nahi sab haath milaane waale.
Unknown:
Aisi cheez koi peeli hai, aisi cheez koi peeli hai.
Pyaas bujhi nahi, aag lagi hai.
Yeh dil dhadka hai zoro se. Ali baba.
Unknown:
Hooooo.
Unknown:
Ali baba mil gaya chalees choro se. Ali baba.
Unknown:
Hmm. Jaam hote nahi sab peene pilaane waale.
Dost hote nahi sab haath milaane waale.
Unknown:
Yeah. Yeah. Yeah. Ya ya ya ya yaahi.
Door tumhe jaane na doongi.
Ho, door tumhe jaane na doongi.
Baandh ke tumko main rakh loongi.
Ghane zulfo ki zoro se. Ali baba.
Unknown:
Hoooooah.
Unknown:
Ali baba mil gaya chalees choro se. Ali baba.
Unknown:
Hoo. Yaar hote nahi sab pyaar jataane waale.
Dost hote nahi sab haath milaane waale.
Maa, main thodi der mein vaapis aa jaaoongi. Fikar mat karna.
Krishnan Iyer:
Arey, Amma kaiku fikar karengi. Yeh Krishnan Iyer M.A. saath jaayengi na.
Shiksha:
What?! Tum mere saath?
Krishnan Iyer:
Yes. Jidhar tumhari body jaayengi na, yeh guard bhi jaayengi.
Shiksha:
Look, mister. Mujhe kisee bodyguard ki zaroorat nahi hai.
Krishnan Iyer:
Heh?!
Shiksha:
Aur naahi aap mere saath jaayenge.
Krishnan Iyer:
Aye! Aye, memsaab, aye. Mere ko bhai ne boli. Chhodegi nahi tereko.
Shiksha:
How dare you stop me! You illiterate, backward fool!
Krishnan Iyer:
Oye! What?! Tum mereko English mein backward fool bolti? Matlab ullu boli? Main tumko ullu lagti? Tum ek S.L.C. pass chhokri yeh Krishnan Iyer M.A. ki baraabari karti? I am M.A., Master of Arts, Kerala University. Tum mera yeh lungi ki mazaak karti? President of India, Dr.Radhakrishnan lungi pehanti. Nobel prize winner, Dr.C.V.Raman, woh teeka lagaati hai. Aur aaj ka president, R.Venkataraman, woh bhi southwaala hoti hai. Yeh pant shirt pehanke koi backward se forward nahi aati hai. Yeh Indian dress pehanke hum sharmaati nahi. Tum mereko ullu bolti hai? Degree ke baad hamaare pet ko roti nahi milti, main naariyal kaat ke apna pet bharti hai. Tum mereko ullu bolti hai? Tumko jhoot lagti hai? Wait, main tumko apna degree dikhaati hai. You wait. Mereko ullu bolti hai!
Shiksha smiles and walks away. Goons arrive in a black Ambassador car and capturing her, take her away in the car. Krishnan arrives at the scene with his degree, and on seeing this, jumps and holds on to the rear of the car.