Scene #13 - Yeh saala gaadi pe kaiku goli chalaata hai
Later, in the evening: few cars are waiting. Vijay comes in a black car, KRF 5243 and soon all the goons in the waiting car fire at the car. After a while, all is silent. The goons wait. Vijay opens the door of his car and stands in a questioning manner.
Vijay Dinanath Chavan:
Aye, yeh saala gaadi pe kaiku goli chalaata hai? Hhaein? Idhar, idhar maaro pointing to his chest. Chalaao!
One bullet hits his stomach.
Vijay Dinanath Chavan:
Maar, saala, maar.
Another bullet hits his back.
Vijay Dinanath Chavan:
Aye, aye saala, peeth pe goli chalaata hai! Hhaein? Seene pe maar, maar.
Two more bullets are fired at him. Vijay falls to the ground. The goons fled away in their cars. On the way, they hit a coconut-seller's cart.
Krishnan Iyer:
Aye, makkala! Oye! Aye, makkala! Saala haraami, kutta. Yeh tod diya mera... tod diya mera nariyal ka tukda na... saala haraami. Saala makkala, saala.
He watches a crowd around Vijay.
Krishnan Iyer:
Aye, aye, aye, aye, jaan todna nahi. Hum tumko bachaati. Krishnan Iyer, M. A. yeeai.
He clears the coconuts from his cart, and putting Vijay on it, rushes him to a hospital.
Vijay's men start bringing people to donate blood.
Unknown:
Aye pakya, bandh kar, dukaan bandh kar. Apna bhai pe goli chala, saala tum log idhar dhandha karta hai? Chalo sab log, aspataal chalo, bhai ko khoon dena hai. Hurry up, chalo.
Unknown:
Aye, apun ka bhai, apun ke bhai ko khoon ka jaroorat hai, chalo.
Unknown:
Chalo!
At Vijay's home.
Suhasini Chavan:
Ek daaku, usse saara shehar pareshaan tha. Paiso ke liye woh daake daalta tha. Kabhi kabhi woh khoon bhi kar...
Commissioner Gaitonde:
Aap ke bete ke dushmano ne uspe goli chalaayi hai. Woh Ajinkya aspataal mein hai. Poore shehar mein danga fasaad phaila hai. Isliye humne curfew order laga lee hai. Lekin aapko aspataal le jane ke liye meri jeep baahar khadi hai.
Suhasini Chavan:
Khabar ke liye shukriya, Gaitonde saahab.
She turns towards the children, who waiting for her to complete her story.
Suhasini Chavan:
Jis tarah bure ka ant bura hota hai, us daaku ka bhi ant bura hua. Ek din usey goli maar dee gayi.
She breaks down.
Police controls an angry crowd outside as doctors and nurses operate Vijay.
Mary Mathew:
Hospital mein bahut khoon hai. Tum log jaao, please.
Krishnan Iyer:
Aye, aye, aye! Kya re, tum khoon ko marti. Main tere ko khoon dene wali lagti?
Mary Mathew:
Phir?
Krishnan Iyer:
Phir, kya re, museebat mein aadmi ko utha ke laayi main. Kitna nariyal gira, tu degi? Heh? Rupees three hundred twenty five ka nuksaan hua, teri baap degi?