Maine samjhaute ke kaagazaat par dastkhat kar diye hain.
Workers:
Yeaaaaaah...
Anand Verma:
Maine unke tamaam sharto ko manzoor kiya hai.
Worker:
Anand Babu, yeh kya keh rahe hain aap, huh?
Anand Verma:
Maine yeh bhi maan liya hai ki mazdoor usee tankhvah pe kaam karenge jo unhe pehle milti thi. Maine yeh bhi maan liya hai ki aaj ke baad agar hadtaal huyi to woh gair kanooni hogi. Main tum logo ko bech ke aa raha hoon.
Workers:
Maaro...
Police... Bang! Bang!
The wife and kids are brought back by the goons.
Goon:
Chalo, neeche utro. Agar tumne iske baare mein kuchh bola, tere aur tere pillo ka wohi haal hoga jo tere aadmi ka hua. Samjhe?