Sholay

Scene #18 - Holi ke din dil khil jaate hain

Pink and yellow colors fly in air.
Village woman # 1:
Chalo saheli.
Village woman # 2:
Chalo saheli.
Village man # 1:
Chalo re saathi.
Village man # 2:
Chalo re saathi.
Village man # 1:
Aye pakdo. Aye pakdo pakdo pakdo pakdo isse na choro.
Village woman # 1:
Arrraarrarr. Bayyain na toro.
Village man # 2:
Oye thair ja baabi.
Village woman # 2:
Are jaa re sarabi.
Village woman # 3:
Kya ho raja?
Village man # 3:
Gali mein aaja.
Village woman # 1:
Holi re holi.
Village man # 1:
Bhang ki goli.
Village man # 4:
O nakhrewali.
Village woman # 4:
Doongi main gaali.
Village man # 4:
Are Ramu ki saali.
Village man # 1:
Holi re holi.
Hema Malini as Basanti
Basanti:
Holi ke din dil khil jaate hain, rangon mein rang mil jaate hain.
Villagers:
Holi ke din dil khil jaate hain, rangon mein rang mil jaate hain.
Dharmendra as Veeru
Veeru:
Gile shikwe bhoolke doston, dushman bhi gale mil jaate hain.
Hema Malini as Basanti
Basanti:
Holi ke din dil khil jaate hain, rangon mein rang mil jaate hain.
Villagers:
Holi ke din dil khil jaate hain, rangon mein rang mil jaate hain.
Mob drags Jai, who is wearing a black shirt and sky blue trousers and throws colors on him.
Villagers:
Holi haiiii!!
Jai throws both his hands up in the air and starts dancing. He notices the widow up on a rock, near the gate of a temple.
Dharmendra as Veeru
Veeru:
Gori tere rang jaisa, thora sa main rang bana loon. Aa tere gulabi gaalon se thora sa gulaal chura loon.
Hema Malini as Basanti
Basanti:
Jaare jaa deewane tu holi ke bahane tu. Jaare jaa deewane tu holi ke bahane tu. Ched na mujhe besaram.
Dharmendra as Veeru
Veeru:
Pooch le zamane se aise hi bahane se, liye aur diye dil jaate hain.
Villagers:
Holi ke din dil khil jaate hain, rangon mein rang mil jaate hain.
Villagers:
Hoo. Hoho. Hoo. Hoho. Hoo. Hoho. Hoo. Hoho. Hoo. Hoho. Hoo. Hoho. Hoo. Hoho. Hoo. Hoho. Hoo. Hoho.
Hema Malini as Basanti
Basanti:
Yehi teri marzi hai to achcha chal tu khush ho le. Paas aake chhoona na mujhe chahe mujhe door se bhigo le.
Dharmendra as Veeru
Veeru:
Heere ki kali hai matti se bani hai tu. Heere ki kali hai matti se bani hai tu.
Hema Malini as Basanti
Basanti:
Kaanton ke chhoone se phoolon se. Najuk najuk badan chil jaate hain.
Villagers:
Holi ke din dil khil jaate hain, rangon mein rang mil jaate hain.
Hema Malini as Basanti
Basanti:
Gile shikwe bhoolke doston, dushman bhi gale mil jaate hain.
Dharmendra as Veeru
Veeru:
Holi ke din dil khil jaate hain, rangon mein rang mil jaate hain.
Villagers:
Holi ke din dil khil jaate hain, rangon mein rang mil jaate hain. Holi ke din dil khil jaate hain, rangon mein rang mil jaate hain. Holi ke din dil khil jaate hain, rangon mein rang mil jaate hain. Holi ke din dil khil jaate hain, rangon mein rang mil jaate hain.
Dharmendra as Veeru
Veeru:
Heeheheeh. Burrrrr. Aaaahaaahh. Haaaa.
Mob run after Jai, who runs in order to avoid the colors.
Dharmendra as Veeru
Veeru:
Arre lagao. Are chorna mat haan. Eehheeehe.
Jai gets captured by some villagers who pour color all over him.
Dharmendra as Veeru
Veeru:
Arre mat aaye re. Hee heee. Burrrrr. Haaaaaye haaaaaaye haaaaaye haaaaaaye haaaaaye haaaaaaye haaaaaye haaaaaaye. Haaa haaaa...