Scene #38 - Jab tak hai jaan jaanejahan main naachoongi
Basanti starts dancing, and singing.
Basanti:
Hooo ooo oo oo ohoohooo...
Haaaan, jab tak hai jaan, jaanejahan, main naachoongi.
Basanti:
Eee ee eee eee.
Haaan, jab tak hai jaan, jaanejahan, main naachoongi.
Haaaan, jab tak hai jaan, jaanejahan, main naachoongi.
Haan aa aaan, jab tak hai jaan, jaanejahan, main nachoongi, ee ee ee.
Basanti:
Pyar kabhi bhi marta nahin, maut se bhi darta nahin.
Pyar kabhi bhi marta nahin, maut se bhi darta nahin.
Lut jayenge mit jayenge, mar jayenge hum, zinda rahegi hamari daastaan.
Hooo...oooo, jab tak hai jaan, jaanejahan, main naachoongi...eee...eee...eee.
Gabbar signals something to his men. They throw some empty bottles on the rocks. Basanti starts dancing on broken shards of glass.
Basanti:
Toot jaaye payal to kya, paanv ho jaaye ghayal to kya.
Toot jaaye payal to kya, paanv ho jaaye ghayal to kya, dil diya hai dil liya hai, pyar kiya hai to, dena padega mohabbat ka intehaan.
Basanti:
Hooo...oooo hoon, jab tak hai jaan, janejahan, main naachoongi main naachoongi main naachooongi...
Basanti starts fainting in the scorching sun. Gabbar looks at Veeru, who is boiling with anger. Then Gabaar turns to Sambha, who gets ready to shoot. Listening to the sound of the rifle, Basanti gets onto her feet.
Basanti:
Yeh nazar jhuk sakti nahin, yeh zubaan ruk sakti nahin.
Yeh nazar jhuk sakti nahin, yeh zubaan ruk sakti nahin, main kahoongi gam sahoongi
chup rahoongi kyun, bebas hoon lekin nahin bezubaan.
Hooo...oooo hoon, jab tak hai jaan, janejahan, main naachoongi.
Basanti:
Haaaan, jab tak hai jaan, jaanejahan, main naachoongi, main nachoongi, main nachoongi, main naachoongi.